Random images from my flickr stream...

www.flickr.com

20/03/09

अंग्रेजी की पाठशाला (Angreji ki Paathshaala)

A for Aalu ki Sabzi

A for Aero-plane


B for Bells

B for Buddha

B for Boat

What else is

A for?

and B for?


Simple simple please... no big big words...

20 comments:

  1. Aalu ki sabzi 'angreji' hai?
    Wah re ANGREZ!!! :P
    Yeh le phir...
    A for Angrez Blogger
    B for Bawra Photographer
    C for Chotu...err Champu Chaiwala :P

    ReplyDelete
  2. Arre Aeroplane to angreji hai !!!

    yaar seriously batao A for kya hota hai?

    aur ye Champu kya hai? I take offence.. ijjat se baat karo! ab to main bilkil champu nahin hoon !

    ReplyDelete
  3. Mera vichaar tha, prakat kar diya.
    Freedom of speech humare desh main sab ko hai. Aur main yeh Bharat desh main baith ke type kar rahi hoon, Champu :P
    Ok, 10 Lakh ka sawaal -Kya Om abb bhi Champu Chaiwala hai? :P

    Waise tumhari jaankari ke liye:
    Champu is a special form of Sanskrit literature. A Champu text consists of prose and poetry in same amount.

    A for agarbatti...oh woh to Hindi hai.
    A for Alarm Clock.(grr..I hate it when it rings)
    B for Breakfast(my fuel for the day)
    C for Colours(they make me smile)

    ReplyDelete
  4. kya karte ho yaar... subah subah aloo chole puri halwa khane ka man kar aya :(

    A for ambitions, aspirations, aakash, andhkar, anar :P
    B for bullock carts in india , ballet, bungee jumping, beans, boyzz and bharati naaris

    ReplyDelete
  5. Oh comon... main champu wale kaunse kaam karta hoon :P galat baat hai je !!!

    Sanskrit Literature? WOW ! tell me more about it...

    A for Agarbatti achcha hai :P

    ReplyDelete
  6. @ Iya...
    muafi ki guzarish hai Shivi... mera bhi bahut dil kar raha thaa isliye ye wali foto daali... bhookh lag rahi hai mujhe zor ki !

    A for kuch aisa batao jiski foto li ja sake... Ambition ki foto kaise lunga? :P

    B for badiya hai...

    ReplyDelete
  7. Arre yeh aloo-sabji-poori ki tasveer mat dikhaya karo, bahut zor ki bhookh lag jaati hai ise dekh kar...aur main dieting karne ki koshish kar rahi hoon! :D

    Bahut badhiya concept hai A-B-C sihkane ka!

    A for Apple, apple maane seb
    B for Bat, bat maane balla
    C for Cat, ca maane billi
    D for dog, dog maane kutta

    Aise hi maine suna tha Punjab Govt ke ek school mein jahan par meri teaching practice lagi thi BEd ki degree ke liye! Jaante ho maine Biology aur Chmistry punajbi mein padhai thi wahan par...mujhe pehle khud se seekhni pade the wo techical terms...Cell: Koshika...bas yehi ek yaad hai! :D

    Tasveerein bahut acchi hain, sadaa ki tarah! :)

    ReplyDelete
  8. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  9. Thanks to you.. aaj to hul chole puri khayenge :D could not resist the temptation so made it for dinner..

    ReplyDelete
  10. @ Jas
    Dieting paap hai... ghor paap... :P

    Oh teri.. Bio or Chem punjabi-ch :P

    kya sahi experience raha hoga...

    @ Iya
    sahi hai bette... kha lo akele akele....

    ReplyDelete
  11. A for Always
    B for Bandari,
    C for Champu!

    'n the answer to Rhapsody's 10 lakh ques is - Yes - Yes - Yes!

    hugs, B

    ReplyDelete
  12. A - Aloo Poori
    B - Badi bhook lagi
    C - Cahi(sahi mein)

    :P

    ReplyDelete
  13. A for Apple
    B for Boy
    sabse aasan jawab aur in dono ki photo bhi le sakte ho :)

    ReplyDelete
  14. A se aasman
    B se baarish
    C se chai
    D se dukan

    :)

    ReplyDelete
  15. @ Baandri...
    sudhar ja tu !

    :)

    hugs

    @ Bhoomi
    :) you bet :) ab to tumhaari hi foto lagani padegi yahan par

    @ Vaishali
    hehee..

    @ Shruti
    A for hamesha apple hi hota hai... I want something else

    :)

    @ Kashmira
    :)

    @ Mayuri
    wah !!!! ati-sunder

    ReplyDelete
  16. if A for "ALOO KI SABZI" to
    B for "BAIGAN KA BHARTA"
    :D :D :D **indian food for thought**

    ReplyDelete
  17. A for Aam ka achaar
    B for Barish

    A for Aalu Chaat
    B for Baadal

    food and nature...two things m crazy about... :)

    ReplyDelete
  18. A: Artist
    A: Absolut Vodka
    B: Beetle nut & leaves (khaike paan banaras wala) photo zaroor lena iski
    B: Beach

    ReplyDelete