प्रशांत, आपने कभी कोई Business Plan बनाया है?
नहीं यार !
कपड़े धोये हैं कभी?
हाँ!
अच्छा तो आकर Help करो !!!
Random images from my flickr stream...
चाय की दुकान इसपेसल्स ( Chai Ki Dukaan Specials)
Showing posts with label dosti. Show all posts

21/08/08
28/02/08
aur pyaar ho gaya !!!
Bhai, mujhe pyaar ho gaya hai...
Abe phir !!! abhi pichle hafte wali ka kya hua?
Bhai, usne after that day skirt hi nai pehni... pyaar sab dhak gaya mera !!!
Tum BC... sirf badan se pyaar karte ho...
Par bhai, aatma dikhti nai hai.. sirf body hi dikhti hai...
Ya right... ab? ab kya dikha..
Bhai, uska chehra ghoom raha hai saamne.. teen din se... sota hoon to wo nazar aati hai.. uth-ta hoon to wo nazar aati hai... sach mein ho gaya hai is baar to pyaar...
tereko na, fifth time hua hai pyaar... and guess what in only 4 weeks...
yaar teri samajh main nai aata.. ye sachcha pyaar hai... tujhse jhoot thodi bolunga... Par mere nai lagta wo bhaw degi... uska boyfriend hai already i guess.. bahut khil khila kar has rahi thi wo us Launde ke saath...
Achcha hai saale tere liye... tere dil ki MCBC honi hi chahiye...
tu dost hai ke dushman... kutta kahin ka... main kuch aur dhoondta hoon...
haan zaroor... chal chai ki dukaan par chalte hain... wahin baith kar discuss karenge..
chal...
aur 2 ghante baad...
bhai.... mereko pyaar ho gaya hai....

Labels:
aur pyaar ho gaya,
conversations,
dosti,
dushman,
ladkiyaan,
usual,
yaari
05/02/08
it ain't
It ain't friendship, if you can't love...
It ain't love, if you can't be a friend...
Oh... and Happy Birthday Baandri, may God bless you today and always !!!
It ain't love, if you can't be a friend...
Oh... and Happy Birthday Baandri, may God bless you today and always !!!
Labels:
dosti,
friends,
friendship,
love,
om,
taaza maaza,
thoughts,
yaari
Subscribe to:
Posts (Atom)