Ab kya karen mausi, mera to dil hi kuch aisa hai...
Aur kya do rupye mein poora jungle khareedne nikle ho miyaan?
Main Zara Hast Prachchalan karke aata hoon!!!
Ye P U T Put hai, to B U T but kyon nai?
Dharmraaj, kaho to kheech geru iski jabaan?
Ye hai Chamko Sabun, jo kapdon ko chamkaye, baar baar laga taar :)
abe sunday ko bhi koi nahata hai kya?
E bhai ne bola na bhai ne bola na.. chal samaan wapas ander rakh...
pyaar ka pehla side effect...
Jail mein pistol !!! mere jail mein pistol !!!
Aap to kuch samajhte hi nai hain...
Ye angoothi par S kyon likha hai? Bhabhi, wo mera naam hai na Vasudha, V A "S", wahi "s" hai...
nai tu "s" hai, ass mane gadhi !!!
Khao beta khao, khaoge nai to police ki maar kaise khaoge...
Ab tujhe maa chahiye?
and life still goes on....
Have you been to the The Compliment Club?
LOL! Mogemabo khush hua!
ReplyDeleteye kya chod hai
ReplyDelete# burf...
ReplyDeletebhai picture hoti hai kuch hindi mein...
un picturon mein kuch comedy hoti hai..
un comedy picturon mein kuch dialogue hote hain
unme se kuch yaad reh jaate hain
woi hain ye...
classic diag.....mast tha , the moment u read them u can visualise the scenes
ReplyDeletemaja aa gaya ye post dekh ke :)
ReplyDeleteek line mere ko bhi yaad aa rahi hai:
"ae, abhi khatam nahi hua ,kya? "
(ye sony-blockbusters me aata tha)
lolz.. vaise mujhe bhi samajh me nahi aaya tha ki ye kya hai :D teri burf ko reply ke baad mujhe samajh me aaya :D tab isko 2nd time padhke kuch bheje me gaya mere.. :)
ReplyDelete# deepak...
ReplyDelete:) i know...
# mayuri...
hehehe.. i know..
# kishley...
aapka hindi chalcitr ka gyan thoda kamjor hai devi :) nai to yeh panktiyaan pad kar koi bhi samajh jaata ke ye kya hain...
the first line is from Sholey, Amitach Sir ki...
the second line is Soorma Bhopali's(Jagdip, Javed Jafri's Father) entry in Sholey
third line is from Chupke Chupke, when Dharmendra fixes the oil filter, yaani tel chalni :d
fourth again is from chupke chupke...
the fifth is from the Mahabharata Scene from Jaane bhi do Yaaron
then there are dialogues from Chashmebaddur, Satte Pe Satta, Munnai Bhai, Pyaar ke side effects, Sholey, Chupke Chupke, Golmal etc...
Kitney aadmii the ??!!??
ReplyDeleteKuttey kamiine... main tera khooon pii jaoongaa !!!!
Maa, maa tum ro rahi ho maa???
Nahii betaa. yeh to khushi ke aansoo hain... :D
Saalaa ghadi ghadi nautanki karta hai.
Itnaa sannaataa kyun hai bhai???
ReplyDeleteoh right
ReplyDeletehmmm
u can write complete screenplay of sholay here - each and every line in it is a gem
# reema..
ReplyDelete:D
# burf...
yo baby... someday i will write sholey somewhere... speech to text maybe...
hmmm Khush to bahot huye honge tum, Hain??
ReplyDeleteare hume ye malum ni tha ap bi dialogue k shaukeen hai.v at floor jst do lot of this kind of fun :D ,,u forgot to mention classic dialogue of andaz apna apna.."ring master gogo,,ankhen nikal k gotian khelta hun"
ReplyDeletehehehhee :) chalchitra ka gyan thoda kam hi hai mreko :D i knew most of them re..2 of them i still dun know r -
ReplyDeleteJail mein pistol !!! mere jail mein pistol !!!
Khao beta khao, khaoge nai to police ki maar kaise khaoge...
Aare oh sambha... kitne dialogues they?
ReplyDeletehey bhagwan....om ne yeh kya likha hai, jo bhi hai bhot funny hai.
ReplyDeleteachha om aisa bhi likhta hai....aise nahi likhega toh kuch different kaise hoga.
wah wah bhot badhiya hai yeh toh, lekin yeh hai kya??
ab next kya likhoge sirji....hehe!
and life still goes on....
# reema...
ReplyDeletebahut zyada :D
# dj...
office mein thoda door rehna padta hai is part of my personality se... nai to sirf dialogues mein hi baat ho...
hehe... haanji wo bhool gaya..
# kishley...
the first that you mentioned is by Asrani, when he is told my Keshto that there is a pistol in the Jail...
and the second is when Bhavani Shankar finds out that the guy sitting in front of him is Laxman Prasad and not Ram Prasad...
# subbu...
bahut the sarkaar... ginte ginte thak gaya saambha...
# shweta...
ReplyDelete:) ye dialogues hai dear from the classics of hindi cinema...
next likhunga about my cycle learning experience...
and life still goes on :)
"Let it (life) go, let it go, let it go".
ReplyDeletethis is in rhyme with "let it snow let it snow let it snow."
kha gaye na chackckar?
:)
SIMPLY BRILLIANT!!!!!
ReplyDeleteSahi hain miyaan...bilkul sahi
oh yeah!!! now i remember.. :D
ReplyDeleteHum dono ek hi jagah se apni zindagi ki shuruwat ki thi -- aaj main kahan hoon aur tum kahan ho. Mere paas gaadi hai, bungalow hai, daulat hai -- tumhaarey paas kya hai?
ReplyDeleteMere paas mere paas maa hai.
Babumoshai....
Arrey oh baabu moshai, hum to rang-manch ki kathputliyan hain, jiski dor us upar wale ke haathon main hai.
Kab, kaun, kahan uthega, ye koi nahin janta..
Rishtey mein to hum tumhare baap lagte hain, magar naam hai Shahenshah!
Tarikh par tarikh!!!
Kutte... agar Maa ka doodh piya hai to saamne aa...
Police ne tumhe charon taraf se gher liya gaya hai.
Apne hathiyaar phenk do. Apne aap ko chup-chaap, kanoon ke hawale kar do!
Rukjao! Kanoon ko apne haath mein mat lo!
Tum bhaag sakte ho, lekin ye yaad rakho... Kanoon ke haath bahut lambe hote hain!
Don ko pakad pana mushkil hi nahin namumkin hai
Mooche hon to Nathulal ke jaise hon, warna na ho.
I Love You... Ki..ki…ki…Kiran!
Sara saher mujhe lion ke naam se jaanta hai
Dosti ki hai - nibhani toh padegi.
Maa, mujhe aashirwad do..
Maaa, mujhe naukri mil gayee maaa, mujhe naukri mil gayee!
Beta! Aaj bhagwaan ne meri sun li hai. Jug Jug jiyo, beta!
Main tumhare bacche ki maa banne wali hoon.........
Main is Geeta per haath rakhkar yeh saugandh leta hoon ki jo bhi
kahoonga sach kahoonga, aur sach ke siva kuch nahin kahoonga.
Gawaaoon key bayaanat aur saboot ko madde nazar rakhtey hue
Taz-e-raat-e-hind, dafaa 302 ke tahet , muzrim ko sazaaye maut di jaati hai.
(OR)
Muzrim ko ba-izzat bari kiya jaata hai.
Yeh sauda tumhe bahut mehnga padega.
Kya issi din ke liye tujhe paal pos ke bada kiya tha?
Hum jahaan khade hote hein, line wahin sey shuru hoti hai